Naamo

Islam me caste system

Q: Log ye mante hai ke Sayyid ka matlab wo upper caste hai (ya'ni unche khandaan ke) aur log kehte hai ke Islam me bhi caste discrimination hai jaise Hindus me hota hai. Kya ye saheeh hai? Aur log kehte hai ke Huzoor (sallallahu alaihi wasallam) ne Sayyid ka bohot baraa martaba bataya hai. Kiya ye saheeh hai?

Ghous naam badalna

Q: Mera naam mere abba ne Muhammad Ghous rakha tha. Bohat Saare log kehte he ke yeh naam nahi rakhna chaahiye kyun ke Ghous naam ka meaning help murad puri karne wala hota hai jo rakhna ghalat he. Ab is naam se mere saare documents bhi he. Kiya yeh naam rakhna saheeh he? Kiya is naam se koyi maslah he?