Naam ka asar bachche par
Q: Kia naam ki ma'na ka asar shakhsyat pe parta hai? Masalan kisi ke naam ka matlab hai farmabardaar, to kia wo farmabardar hoga?
Q: Kia naam ki ma'na ka asar shakhsyat pe parta hai? Masalan kisi ke naam ka matlab hai farmabardaar, to kia wo farmabardar hoga?
Q: Kia mn apney betey ka nam Huzaifa Javaid rakh sakta hon or iska mtlb kia h? Jab k mera beta 10 Jul 2017 ko peda huwa h or din Monday ka tha time 16:30, is munasibat se jo us k lie naam ho wo bta den.
Q: Kya aurat ka apney shoher ka naam apney naam k sath lagana haram ha?
Q: Mera sawal yeh ha k ma ny apny batijyy ka naam Mohammad Shaffey rakha ha. Kuch log kehty hain k yeh naam rakhhna thek ni ha yeh bohht bhaari naam ha. Aap meharbaani farma kar rehnumai kar dein or sath yeh b bata dein k sirf Shafey kehna galt to ni ha?
Q: Mera bhai ki beti hue hai 21 july firday morning 11 bajy kindly os k liye koie bht pyara Islamic name suggest kadijye thanks.
Q: Please mujhy mery bety ka name suggest karen. Me uska naam Muhammad Arham Shuja rakhna chata hu to kia ye us k liye thek hai? His date of birth is 04/07/2017. My name is Asad Shuja
Q: Hume Samreen or Suhail ke naam ke mayne janne h.
Q: Kiya min apny bity ka name Aman Raza rakh skta hun hroof ye bnin gy (alif-mim-noon) raza.
Q: Kiya bachy ka name Aman Raza rakh skty hin jis k haroof thji ye hin ( alif-mim-noon).
Q: Kia khali Muhammad naam rakha ja skta hy? Is may koi gustakhi ka ehtamal to nahi? Jesy is naam k bachay ko ghussay may agr koi nazaiba lafz keh dia jye ya agar Muhammad naam rakhna hy to sath may koi or nam b laga lain. Log aksar ghussay may kisi naam ki parwa kiay baghair gali b nikal dety hen ya osay bigar k boltay hn. Agr bachay k liay mannat maan li jye k es ka nam Muhammad hoga to sath may koi or lafz b laga lain?