Aysee kitaabo ku ne dekhna jis se imaan ka khatrah ho

Q: Mein ajmer se hu. Mera ek sawaal hai bhai kya aap iska jawabi mufti se hasil karke mujhe batadenge. Mere sawaal hai ki mein abhi bachelor of arts part 1st ke exam dene wala hun to unske syllabus mein ye courses include hai foundation of indian culture, history of india upto 1200 ad in books ke jo content hai ussme ramayana Mahabharta purnas hindu culture ke baare me de rakha hai. Ab mujhe shak ho raha agr me books jankari lunga to mujhe dar hai me mushrik na ho jau or orkoi gunnah na kar baithu bhai ho ske to repply jaldi ki jiye ga Agr answer daleel ke sath milja to acha hota.

A: Aysee kitaabo ko har giz ne dekhe jis se imaan ka khatrah ho aysee kitaabo ka dekhna haraam he najaiz he us se la`nat parhtee he. Museebate ka darwaaza kholna he aapke oopar. Us se sakht ihtiraaz karna chaahiye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)