Maut Mu'min ke lia ayk tuhfa he

Q: Mere nana ka inteqal hogaya hain aap unkay liye dua farmayeh , jab se unka inteqal hua hain main unki yaad main mujhe neend nahi arahin hain, main 5 waqt ki namaz zikar sab kar rahan hun, phir bhi mujhe taklif ho rahin hain, aisa koi waseefah batayeh jisey main yeh ghum se nikal sakun.

A: Sab ku dunya se ayk din jaana he. Maut Mu'min ke lia ayk tuhfa he. Maut ke zarye se insaan is haqeer dunya se nikalta he owr aakhirat ku phonchta he. Aakhirat me Allah Ta'ala ne mayyit ke lia aysi ni'mate tayyar ki jo dunya me wo nahi milti thi. Lihaza aap ku chahia ke aap khush rahe ke mayyit dunya ki haalat se ab ayk behtar haalat me he aakhirat me.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada