Khwaab ki ta'beer

Q: Mai nikaah istekhaara ki soyi fir fajar ki namaz k baad bina bat kiye sogyi ho mai khawab mai dkhti ho k troly se chawal godam mai jaray hamray chawal b wahi hai waha godam mai dalray to chawal niche gir gye koi kheh raha hai uthao mat phele Barr yaha aye to niche gire hue chawal shatain khata hai butbwo chawal white bakri kharahi hai for wapas jahrahi to darga k upar chote bache mujhe pukar rahe Mai waha se ek saheb k pass gyi to saheb khehray k boyfrnd sy pershani hoi Mai no kha baat nai karay w/o mujhse for bole k 50 kotmir ly kar ana Mai 50rs bache ko di bacha kotmir ladya aur s aheb koi naat lagaye fair Mai waha se bathar ayi to 2ladkiya hai ek ladki hari bhaji laykar pandabbay se cover li aur w/o cover path a hua hai bhaji girrahi pir main na cover di usko.

A: Agar tumhare maa baap larke ke Deen owr akhlaaq se khush ho, to aap un se nikaah karsakti.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada