Khawaab me maut se muraad

Q: Me ne khwaab me apne papa ka janaza dekha. Me dulhan bani hwe hun lekn shadi meri nhi hai m ksi k ghr dawat m gae hun dulhan bn k air samne khrki se mjhe nazar arha janaza air aik kabar m dalte haon phr unhe khench k dosri kbr m dal rhe hain.

A: Khwaab me kabi maut se muraad safar he. Tumhare walid shaayad unqareeb safar karenge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada