Nikaah se pehle ajnabi mard ke saath ta'alluq rakhna

Q: Mera ek swal he. Me ek ldko ko 7 saal se janti thi wo mjhe ye ykin dilata tha ki wo mjhse nikah krega mene uski ammi ko ghar walo ko mnane k lie jo hua sb kia wo mjhe pasand b krne lge the lekin is ldke ne hi kbi apni ammi se zikr nai kia ek din pta lga uska kisi or ldki se b 5 saal se affair h bawajud iske ye mjhse milta raha bate krta or iske ghar me b sbko us ldki ka pta tha tb b na unhone mjhe btaya blki wo b mjhse ese mzak krte jese shadi mjhse krege sbne mjhe dhoke me rkha jb mjhe sb pta lga to mjhe chod k us ldki se rishta pkka kr dia kisi ko koi afsos tk nai hua na me janti hu wo sb galat tha mjhe ehsas ho gya apni galti ka lekin mjhe ye janna h kya un logo ko unke esa krne ki sza duniya me b milegi kya kisi ko is trah dhoka dene ki koi sza h or wo ldki b mjhe ye ehsas dilati h ki mjhe sza mili jo esa hua or uski dua kubul hui jo use wo ldka mila waha se use flat mil raha h islie b esa hua please mjhe btae kya sch me mjhe sza mili h duae mene b magi thi phir meri kyu qubul nai hui jbki mene kbi galat tarike se shadi ki sochi tk nhi or me use kese bhulao wo dikhta h to bohot rona aata he.

A: Ajnabi mard ke saath ta`alluq rakhna nikaah se pehel bilkul haraam he. Us se taubah karo.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)


Q: Jesa apne ye reply dia jo me niche paste kr rhi hu me bilkul pure dil se ise qubul krti hu Ajnabi mard ke saath ta`alluq rakhna nikaah se pehel bilkul haraam he. Us se taubah karo. lekin ye jo dil me khyal ata h ki duae mene b magi thi tb b wo us ldki ko mila jo mjhe drd deti h ye ehsas dila k ki tm pehle thi tb b usne tmhe chod dia to kya ye mjhe sza mili h islie esa hua jbki mene is hadse k baad apni hr galti ko maan k allah se jod dia khud ko lekin kya ye us ldki ka inam h ki uski dua qubul hui meri kyu nai hui sbne mere sath dhoka kyu kia use apnaya jbki usne b mjhse jhut bole us ldki ne mene to ykin kia uspe b pls mjhe guide kre me bohot mayoos hu.

A: Ye bekaar baat ki taraf khiyaal nahi karna chaahiye. Har eik apni apni keliye hoti he. Zabardasti se koi mahabbat nahi kara sakta.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)