Published 8 years ago
Last updated 6 years ago
Q: Me aap ku bataa du ke agar peshaab karte waqt kisi wajah se thori si peshaab ayk sikke ke barabar kapre par lag jaye to kya hukum he? Ayk sikke se ziyada lag jaye to kya hukm he. Dono soorat me namaaz parna jaiz hoga kya? Kisi wajah se kapre ke os hisse ko na dhokar jaise namaz ke waqt ki kami ke wajah se.
A: Agar is qadr peshaab kapre par lagjaaye jo hateli ke garhe ke baraabar ho, to us miqdaar napaaki ke saat namaaz nahi hogi.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: