Published 8 years ago
Last updated 5 years ago
Q: Me aapse ye poochna chahti hu ke me haiz ke chate din safed discharge nikalne ke baad ghusal karti hu lekin ghusal karne ke baad mujhe shak hota he ke neeche jaga pe daagh he lekin baad mein dekhne par koi daagh nahi hota. Aisa mere sath lagbhag har baar hota he aur mujhe dobara ghusal karna parta he?
A: Agar ghusl karne ke ba'd khoon nazar na aawe, to aap ku do baara ghusl karne ki zaroorat nahi hei. Aap in shubuhaat ki taraf tawajju na de.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: