Napaak kapra phenna

Q: Agar ayk shaks mushtzani karta he or uske kapre shalwaar napaak hojati he phir wo farz ghusal karke paak hojata he lekin usne shalwaar ko paak nahi kiya he. Agar wo dobaara wohi napaak shalwaar pehnega to kiya wo dobaara napaak hojaega ya wo paak rahega kynke wo paak hochuka he farz ghusal karke.

A: Dowbara napaak nahi hoga. Lekin us ku chahia ke napaak shalwaar ku dhowle. Napaak kaapre ku ne pehne. Us ku chahia ke mushtzani ke gunaah se tawbah kare owr azam kare ke aainda wo ye gunaah nahi karega.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)