Published 8 years ago
Last updated 5 years ago
Q: Ayk fard zohar ya esha ki namaaz me teen ya chaar rakat me Imam ke sath shamil hota he phir salaam pe wo dobaara khara hojata he namaaz mukammal karne ke liye to kya use baaqi doosri, teesri aur choti rakat me jo wo khud parhega to kya usko alhamdu ke bad aayat parhna hogi ya nahi doosri, teesri aur choti me? Kyun ke fardh me do rakaat me aayat parhi jaati he phir aap sirf alhamd padke ruku me chale jaate he.
A: Jee haa, doowsri aur teesri rakaat me woh alhamdu ke ba`d Qur'aan bhi parhega.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: