Published 8 years ago
Last updated 8 years ago
Q: Mera sowaal ha agar ma baap ki ziyada bache hon tu onko sub bacho ke sath aik jasa barabar salook rakhna chah yan nahi? Quran aur ahadees iske bare kia kahtain han? Har waqat ma waldain ke hi haqook perta hon. Mara baap nahait hi na insaaf bnda ha. Kabi bi muje apne baap se shufqat nahi mili. Allah se je hi gila rahta hai kia wo na insaaf ko itni chot data ha k wo jo mari karle. Please ap mujko quran aur ahadees ki roshni ma btain q k mare dill me ab bohat saht nafrat onke liye. Bohat ziya dill tora ha onone mara.
A: Unke saath sulook karna he baraabari ke saath.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: