Khalwat-e-saheeha se poora mahr lazim hota he

Q: Mufti Sahibm kya khulwat-e-saheeha ke mutaabik shaadi k baad hambistri nh hoski miss understanding ki waja se or talak hogya to usko kitna haq mohar dena wajib h According to sooreh BAKRA Ayat 238 me bayan kia gya h k humbistri nh howe to haq mohar ka adha dena hoga iski mjhe mazeed maloomat chahye.

A: Agar khalwat saheehah nahi huwi aur talaaq ki noubat aayi to mahr jo bataaya gaya uska nisf dena chaahiye. Aur agar khalwat saheehah hogayi to poora mahr dena chaahiye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Labels