Shaadi se pehle mangetar se talluq rakhna

Q: Meri mangni hui hai aur is rihtey ko aat mahinay hogaye. lekin mene kabi apny mangetar se na phone pe bat ki hai na me un se mili hun. Lekin sirf messaging pe bat hoti hai. Barah-e-karam mjhy bata dijye kia ye najaiz hai aur kia is ki wjh se mere ibadat ka zaya hinay ka khatra to nhi? Kyun ke me ne fone pe bat karna ya milny ko hi najaiz khty suna.

A: Shaadi se pehle kisee tarah ki baat cheet karna ya mahabbat karna haraam he. Agar sabar nahi hota to shaadi karle. Haraam me rehne se kya faaidah hota he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)