Khwaab ki ta'beer

Q: Dream dheka hai zuhr ka bd ma na phela ma mufti tariq masood sa mulaqaat howi kisi jaga aur unho na muje khuch taleem dae ka apna dil theek karna chahye aur bi baat ki yaad nae phr ma na dehka ma apni room ma hoo aur wife bi hai phr mera pas mera shaykh mustafa kamal naqshabandi jin sa bait hoo un ki call ati mera mobile ma aur ma utata hoo aur salam karta hoo aur wo poochtaien hai muje sa ap na mulaqat ki hazrat sa mufti tariq masood aur kia baat ki app sa wo baatien muje ma na kha muje muraqba ki baat ki aur bi baat kar raha ta yaad nae phr un ki wife peechay sa boli aur mobile band hogaya aur phr call aye lakin mera mobile hang hogaya hazrat es ki tabeer bata dae asli muje esa laga ma spirtually asal ma mulaqat ki en sab sa

A: Allah Ta'ala aap ku neak lowgo ki suhbat naseeb farmai owr un se saheeh tareeqe se faaida uthaane ki tawfeeq naseeb farmai.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada