Published 7 years ago
Last updated 5 years ago
Q: Agar musaafir ke saamne namaaz ki jamaat hazir he tu kya musaafir ke liye zaroori he ke jamaat me hazir ho?
A: Agar safar ke dowraan me ho owr wo jaldi me ho, to zuroori nahi ke wo Musjid ki jamaat me shaamil hojai. Ba'd me bhi wo namaaz parh sakta he bashart ye ke wo namaaz waqt ke andar parhe. Musaafir apne manzil phonchne ke ba'd, jab wo araam me ho, to us ke lia behtar he ke wo Musjid me jamaat ke saat namaaz parhe.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: