Published 7 years ago
Last updated 7 years ago
Q:
1. Agar Allah ke Rasool ko ilm-e-ghaib nahi tha tab ye bataye ke jo ghaib ka ilm Allah ne Rasool ko ata kiya uss ilm ko kya kehte hai?
2. Kya Fuqaha aur Muhadiseen me se kisi ne kaha hai ke Allah ke Rasool ko ilm-e-ghaib nahi tha, agar kaha hai tab Fuqaha ka qaul kitab ka hawala de.
A:
1. Usko `ilme `ataaee.
2. Khud Qur'aan Shareef me Allah Ta`ala ne Surah An`aam, aayat 50 me farmaya:
قُلۡ لَّاۤ اَقُوۡلُ لَكُمْ عِنۡدِیۡ خَزَآئِنُ الله وَلَاۤ اَعْلَمُ الْغَیۡبَ
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: