Published 7 years ago
Last updated 7 years ago
Q:
1. Kya sadqa kisi ghair muslim ko diya ja sakta hai?
2. Kya kisi ghareeb ko sadqa dete waqt ose bataya jaye k yeh mein sadqa de raha hoon tumhe.ya sadqe ki niyyat kar ke kisi ko b paise thama dena teek hai?
A:
1. Jee ha
2. Bataana zaroori nahi he. Dil me niyyat karna kaafi he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: