Be soche ki baate ki taraf dhiyaan ne dena

Q:

1. Agar aik maa ya nani apne bete ya kisi se keti hai "Ghar me bethe bethe bs kharae ho kamate nai ho" to kia un maa ko ya nani se us bare me pocha jaega n waja pocha jaegi ke kyn kaha tha kia zaroori tha kena?

2. Hum jo bi batn krte hn apas me hr aik se to un sb baton ke bare me pocha jaega ke kyn kaha tha n is me tmara kia faida tha ?

A:

1. Aysee baato ki taraf dhiyaan ne de. Ye be-soche ki baate he.

2. Oopar ki baat kaafi he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Labels