Mahul ku dekh kar chalne ka matlab

Q: Mahul ku dekh kar chalna sunnat hai? Agar hai to koun se kaamo me is ko apply kar sak te hai? Mera ek dost hai jo har waqt is baat ko bolta hai ke mahul ko dekh kar chal na cha hiye vo hi sunnat hi huzur ki.

A: Agar ye jumlah kisee buzurg ka he to uska matlab ye he ke agar mahol ghalat ho to usee ke muwaafiq chalna chaahiye ke usee waqt usee haalat mahol se uth kar nikalna chaahiye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Labels