Published 7 years ago
Last updated 7 years ago
Q: Main Allah ki rehmat k bare main soch rahi thi k Allah chahe ga to kisi b gunah ko muaf kar de ga, itne main mere munh se nikla k Allah kahe ga k 'chalo bhaee main is bande ko muaf kar deta hun'. Kia ye kufr hai. Mujhe bohot waswase aate hain to ab mujhe yad nahi k ye lafz mere munh se ada hue k nahi
A: Kufr nahi he. Albatta jo alfaaz Allah Ta`ala ke shaan ke khilaaf he munh se nahi nikaalna chaahiye. Allah ke koi bhai nahi.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: