Wazifa parhna

Q: Mera sawal ye hai ki agar koi nek shakhs ache aalim hamari koi pareshani ke liye kuch padhne ko btae jiski miqdaar fix ho, time fix ho or jagah bhi fix ho to aise amal ke bare mai aapse janna chahte hai. Please is baat pe thoda sa khulasa kare. Allah apko acha ilm ata farmae gunaho se bachne ki tofiq de or jannatul firdos mai aala maqam ata marfae. Aameen. Dua ki darkhaast hai.

A: Agar alfaaz saheeh ho aur niyyat aur aqeedah bhi saheeh ho aur jis maqsad ke liye wazifa parh rahe ho wo bhi jaaiz he to aap parh sakte.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Labels