Hurmat-e-musaaharah

Q: Kal raat ko mai beti k paas soya tha. jb rat ko meri ankh khuli to mera hath beti ki sharamgah per tha (shalwar ka andar se), mujhe bilkul hosh nahi ye kesay hoya. neend ki wajah se mujhe buhat thora tora yaad hai. mai foran peechay hatt gya or buhat sharminda bhe howa. us time mujhe koi shehwat nai thi. meri beti ki age 7 saal hai (abhi 7 days baki hain 7 saal honay me). Kia hurmat to sabit nahi hoti?

A: Agar ayse umar ki he jiski taraf aammatan shahwat nahi hoti to koi baat nahi. Albatta in cheezo me our ihtiyaat kare. In umoor me be fikri bohot hee halaakat ka sabab ban sakta he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)