By user2 Published 7 years ago Last updated 5 years ago Q: Namaz ki aakhiri rakat ki tashahhud par milne par kaha tak paraha jaye?A: Agar aakhiri rakaat imaam ke saath mile to tashahhud parhne ke oopar iktifaa kare.And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best. Answered by:Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach) Category Urdu Questions Namaaz Jamaat Namaaz aur Imaamat Masbooq aur Laahiq Labels urdu salaah rakaats imaam tashahhud