Aamil banna

Q:

1. Aamil log ilm kaise or kaha se sikhte hai.

2. Mere mama logo ka ilaj karte hai aamil hai or wo mujhse kehte hai ki aap sikhlo mujhse to ye ilm sikhna sahi hai kya?

3. Ham kaise pata karen ki kon Quran hadis se ilaj karta hai or kon jadugar hai?

A:

1. Woh jaante he.

2. Agar usko saheeh aur jaaiz tareeqah se seekha gaya to jaaiz he.

3. Jo usme koi haraam cheez aur ghalat alfaaz istimaal nahi karta aur taqwa ka ihtimaam karta ho aur usko payse banaane ka pesha nahi banata he aur aurato se khalt malt nahi karta.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)