Published 6 years ago
Last updated 5 years ago
Q: Jais ke imaam ke peeche faatiha nahi parhna chahiye to ghair muqallid kehte he ke faatiha imam ke peechhe bhi parhni he to Hazrat Abu Hurairah (radhiyallahu anhu) ki hadith ki daleel dete he aap ka us ke mutaalliq kya khiyaal he?
A: Hamaara khiyaal wahi he jo hadeeth me he. Hadeeth me aata he ke jab imaam qiraat karta ho to khamoosh rahe.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: