Published 7 years ago
Last updated 6 years ago
Q: Mera swal ha k mana Allah pak sa wada kya k ma ya kam nai karo ga lekin mana phir wo kam kar deya or ab muja ya kheyal a raha ha k mana ya wada keya tha k agar mana ya kam dobara keya tu islam sa kharij ho jao ga ya muja kheyal a raha ha or muja ya pata nai k mana ya be kaha tha k nai.agar tu kaha hoa tu is ka kaffara kasa pora karu or kya sachi tauba kar ka dobara kalma paru muja ap bataya agar asi bat ka waham ho jai tu kalma par k tauba qabool ho jati ha
A: Aysee baate har giz nahi karna chaahiye. Uske liye taubah karo aur agar Khuda ke saath ahd kya aur uske khilaaf kya to uska kaffaarah ada karo.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: