Bheeg maangne wale ko paise dena jis ke haath pair salamat ho

Q: Agr koi mangnay wala darwaza pr ajaye to kiya usko paisa dena jaiz hai jis k hath pair salamat hon?

Agr kisi mukamal insan ko paisay na diye jain to kiya is pr koi pakar hai?

A: Agar ye pesha war bheeg maangne wala na ho aur ba-zaahir muhtaaj ho to usko dena durust he.

Nahi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)