Published 9 years ago
Last updated 5 years ago
Q: Ahle hadees ka zuhar aur asar ka waqt hanafi se tees mint pehle ho jata he to kya koi hanafi us waqt namaz parh sakta he jab ahl-e-hadees ke azaan ho jaye to? Jaise ab ahle hadees ke zuhr ke azan 12:30 par ho jati he to kya koi hanafi 12:30 zuhr ki namaaz ada kar sakta he?
A: Agar qareeb me hanafi ka musjid ho to apne waqt par usee me namaaz parhle.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: