Imam ka muqtade ke saamne moonh karke bethna jabke wo namaaz parh raha ho
Q: Kya Imam ka muqtade ke saamne moonh karke bethna durust hai, jabke wo namaaz parh raha ho?
Q: Kya Imam ka muqtade ke saamne moonh karke bethna durust hai, jabke wo namaaz parh raha ho?
س: کیا نامرد شخص امامت کروا سکتا ہے؟
Q: Kya faasiq or biddati ke peeche namaaz padhna saheeh he yani kya namaaz hojati he ya nahi?
Q: Me ek behre ki school me kaam karta ho. Mere daftar ke paas jo masjid he uske andar tableeghi jamaat ka aana mana he. Ghair muqallid ne bola ke is masjid me juma ke bayaan me tableeqh jamat walo ka Nabi (Sallallahu Alaihi Wasallam) ke baare me aqeeda saheeh nahi bolke kare micrphone pe bole sare muhalle me sunaai deta aur hamaare akaabir ko bura bhala kehte, jaise ke Ashraf Ali Thaanwi (Rahimahullah) ko bora bhala kehte he. Mere pass ki sari masjide aysi hi he.
1. Kya me is masjid me juma ke namaz ke liye ja sakta ho ya nahi?
2. Ye masjid thori door he isliye me dafrat ke chat pe chote behre bachcho ke saath jamaat banake rowzaana namaaz parta ho. Kya ye saheeh he?
Q: Me aik Ahle Hadith hu. Me aysi jaga par rehta hu jahan masjid door he Ahle Hadith ki. Kya me Deobandi ki masjid me jamaat ke saath namaaz parsakta hu? Baraaye meherbaani me bohot uljan me hu.
Q: Ulama ka kehna he ke Deobandi imam ke peeche namaz nahi hoti iska sharee hukam kya he?
Q: Main jaanna chahta hoon ke kya Ahle hadith jamaat ka koi banda tablighi jamaat me imam ke peeche namaaz par sakta he?
Q: Mera sawaal he ke hamaare ilaaqe me wahaabi lowg bhi rehte he aur hamare kuch sunni log inse rishta rakthe he kya ham inki dawat me ja sakte he aur hamaare Musjid ke sadar, secretary aur deegar members he ye log bhi in wahaabi se rishta rakhte he aur unke ghar hamaare musjid ke imaam saheb bhi dawat, faatiha wagahira me aate he. Kya hamaara namaaz inke peechhe hojayega? Iska kya masla he bataye.
Q: Faraz namaaz ki imaamat ke liye kon si sharaait par utarna laazimi he?
Q: Ahle hadees ka zuhar aur asar ka waqt hanafi se tees mint pehle ho jata he to kya koi hanafi us waqt namaz parh sakta he jab ahl-e-hadees ke azaan ho jaye to? Jaise ab ahle hadees ke zuhr ke azan 12:30 par ho jati he to kya koi hanafi 12:30 zuhr ki namaaz ada kar sakta he?