Published 10 years ago
Last updated 5 years ago
Q: Mujhe aap se poochna tha ke kya tahajjud so kar uth ke parhi jaati he ya bina soi raat ke kisi bhi waqt parh sakte he?
A: Tahajjud us namaaz ku kehte he jo raat ku sowkar utne ke ba'd parhi jaati. Lekin agar koi tahajjud ki niyyat se par kar phir sowjae, Insha Allah us ku tahajjud ka sawaab milega.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: