Published 9 years ago
Last updated 5 years ago
Q: Mene suna ke baghair i'tikaaf ki niyat kare masjid me khana, peena, sona haraam he. Jab hum chalees din jamaat me khana khane ka har waqt i'tikaaf niyat karna zaroori he? Ya sirf ayk baar kaafi he? Agar parhna bhool gaya tho kya karna parega? Jamaat me nafil roze, raat ki ibaadat jaaiz he? Kuch saathi ne kaha ke ye ijtimaayi aamal ke khilaaf he, isliye mana kiya. Iske baare me aap kya kehna chahte he?
A:
1. Mu'takif owr musaafir ke liye jaaiz he.
2. Jaaiz he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: