Dukaan ke oopar masjid banaana
Q: Kya main apni dukan jo ke post office hai us k uper masjid bana sakta ho kya us main namaz parny ka sawab masjid jitna he ho ga kyun ke suna main masjid zameen ke uper ya nechy kisi insan ki malkiyat nai hoti.
Q: Kya main apni dukan jo ke post office hai us k uper masjid bana sakta ho kya us main namaz parny ka sawab masjid jitna he ho ga kyun ke suna main masjid zameen ke uper ya nechy kisi insan ki malkiyat nai hoti.
Q: Mera meher 51000 2 surq dinar hai. Mere shohar mujhe ab 50000 de rahe hai. Mera irada aisa ho raha hai ki usi paiso me masjid me borehole dalwadoon. Phir yeh bhi soch rahi hoon ke mujhe umrah ki bahut khwahish hai. Borehole dalwana ya umrah karna ziyada neki kis cheez me hai?
س: کیا فرماتے ہیں علماء دین شرع متین اس مسئلہ کے بارے میں ایک شخص نے دو کنال زمین مسجد اور مدرسہ کے لیے وقف کی ہے مسجد اور مدرسہ کے لیے الگ الگ نشاندہی بھی کر دی ہے البتہ بیرونی دیوار ایک ہی ہے اب وہ چاہتا ہے کہ جو زمین مدرسہ کے لیے وقف کی گئی ہے اس میں سے کچھ جگہ بیچ کر مسجد کی تعمیر پر لگا ؤں کیا ایسا کرنا شرعا جائز ہو گا بیان فرما دیں
Q: Masjid me kisi aise shakhs ko raat sulana kaisa he jo namazi bhi nahi aur kisi doosre city ka rehne wala he aur yahaa murgiyo ka karobar karta he?
س: ہمارے محلے میں وقف بورڈ کا قبرستان ہے اسکے جو متولیان ہے وہ مردے کو دفن کرنے پیسے لیتے ہے 20000 سے 25000 رپیے لیتے صرف کمائ کرتے ہے وقف کی زمین پر اور قبرستان پر کچھ خرچ بھی نہیں کرتے کہتے ہیں ہمارے نام پر زمین ہے ہم اسکے متولی ہے اس لیے ہم پیسے لیتے ہیں... کیا یہ پیسے لینا جائز ہے ؟
Q: Kiya masjid ke andar dunya ki baate kar sakte hai? Aur masjid ke andar dunyawi parhna kar sakte hai?
Q: Hamare paas masjid ki kuch rakam thi jise masjid ke yani Allah ke ghar ke liye kisi ne diya tha. Hamne wo rakam bohat majboori aane par istimaal kiya is niyyaat ke saath ke jaise doosre paise jama ho jayenge wo paise me waapas doongi. Kya aisa karna gunaah ya haraam he? Aur aaj wo paise bhi aagaye or me ne dediye.
Q: Kaya musjid ke mehraab me sheesha ka tukra lagaana jaaiz he?
Q: Kya musjid me wudhu ki jagah istinjaa kar sakte he?
Q: Kya musjid me sona jaaiz he?