Janaazah

Asar ke bad tadfeen karna

Q: Asar ke bad jo ghuroob ka waqt he, us time tadfeen ki ja sakti he? Kal mere walid saheb ki tadfeen 5:20 pm se shuru huwi aur maghrib ki azan ke bad tak complete ho ke dua karai gayi. Kuch log kehte he ye theek tareqa nahi. Kuch kehte he ke theek he.

Masjid Haram me namaaz-e-janaaza ke kuch masaail

س: میں سعودی عرب میں مسافر ہوں اور میرا ایک بہت بڑا مسئلہ ہے مہربانی کرکے اپ میرے کچھ مدد کرے

۱۔ یہاں پر نماز جنازہ جب پڑھی جاتی ہے تو اکثر اس میں کئی کئی چھوٹے بچے ، مرد اور خواتین ہوتے ہیں اور نماز جنازہ سب کا ایک ساتھ پڑھتے ہیں تو اب ہمارا مسئلہ یہ ہے کہ ہم کیسے پڑھے بچوں کا پڑھے یا مرد یا خوا تین کا ؟

۲۔ ہر تکبیر کے ساتھ ہاتھ نہ اُٹھائے ؟

۳۔ اگر ایک یا دو تکبیر ہوگئی ہو تو تیسری تکبیر میں امام کے ساتھ مل سکتے ہو یا نہیں اگر مل جائے تو گزر ے ہوئے تکبیر کا کیا حکم ہے ؟

۴۔ اگر سلام صرف دائیں طرف پھیر دے اور دوسری طرف نہیں تو اس کا کیا حکم ہے ؟ 

Nafil namaazo ke sawaab Ambiyaa aur Buzrugaan-e-deen ko bejna

Q: Meri walida isha ki namaz ke bad 2 rakat nafal namaz Allah pak ke naam ke, 2 rakat Hazrat Muhamad (sallallahu alaihi wasallam) ke naam ke, 2 2 rakat Hazrat Hassan aur Hazrat Hussain (radhiyallahu anhuma) ke naam ke, 2 rakat Hazrat Bibi Fatima (radhiyallahu anha) ke naam ke 2 rakat tamam Ummul Mumineen ke naam ke, 2 rakat Gouse paak ke naam ke, 2 rakat Hazrat Uwais Qarni ke naam ke, 2 rakat tamam Pegumbero ke naam ke, 2 nafal Ma Hawa Bibi aur Hazrat Adam (alaihis salaam) ke name ke, 2 rakat shukrana ke path. Kiya ye theek he?