Kya accident ke bad hospital me mar jaane waala shaheed he?
Q: Mere bhai ka accident huwa doosra sheher me. Sar pe choti lagi. 20 days bohot dard sehne ke baad us ki death hogaye. Isse jo foat ho jate he. Kiya wo shaheed hote he?
Q: Mere bhai ka accident huwa doosra sheher me. Sar pe choti lagi. 20 days bohot dard sehne ke baad us ki death hogaye. Isse jo foat ho jate he. Kiya wo shaheed hote he?
Q: Murde ki tadfeen ke baad qabrastan me kiya amal karna chahiye? Aur ghar aa kar kitne din aur kiya karna chahiye?
Q: Kiya marne ke bad marne wala bhi apne azizo ko yaad karta he aur jo esaal-e-sawab ke liye parha jata he marne wale ko bataya jata he ke kis ne parha he?
Q: Jumuah ke din jis ka intiqaal hota he kiya us se sawaal jawaab nahi hota?
Q: Kiya dargah ja sakte he? Waha jaa ke kiya karna chahiye?
Q: Ager koi baby paidaish ke waqt wafat pa jaye, azaan naa parhi jaye us ke kaan me to us ko kahan dafan karna chahiye? Qabrastaan me ya phir bahir?
Q: Agar kisi musalman aurat ka nikaah na huwa he aur wo fout ho jaye to us ka janaazah jaiz he ya nahi?
Q: Hamara shehr me me ne aksar yeh dekha he ke kuch molvi hazrat mayyat ke liye heela karte he. Heela Quran Sharif ko le ke kiya jata he ek circle bana kar Quran mw kuch paisay rakhe jate he aur us ko ek dua parhne ke baad circle me mojood logo me ghumaya jata he. Logo ka manna yeh he ke is amal se mayyat ke gunah maaf ho jaye gi aur yani jo namaze rozay zakat apni zindagi me nahi de saka woh heela ke zaria hum ne pore kardiye khuda ke liye.
Q: Kiya pehle se kafan prepare kar ke rakha jaaiz he?
Q: Agar bucha pedaishi murda (dead) peada ho tu kya wo bhe apnay parents kaliy najat ka zarea bunyga ya nhe? Agar aik ya kai buchy ac he peada hon tu tu kya wo sub ac krengay ya sirf aik he safrishi bunyga.