Shahaadat ki nishaaniya
Q: Sahadat ki mout ki kon konsi nishaniya he?
Q: Sahadat ki mout ki kon konsi nishaniya he?
Q: Mayyat ke ghusal se pehle mayyat ko chhune se teharat jata rahta hai ya nhi?
Q: If any muslim commits suicide due to problems, kya unke namaze janaza padh sakte hain? Kya unke liye maghfirat ki duaa kar sakte hain.
Q: Esaal-e-sawaab kai liyai kya karai. Badni ibaadat aur maali ibaadat mai kya karai?
Q: Mera sawaal yai hai ke merai walid kai darjat ki bulandi kai liyai ziyada sai ziyada kya padhna kai Allah khush ho jaai?
Q: Mordy ke jism se koi bhi cheez maslan baal ya nahon katna kesa?
Q: Mera dost age 19 years 25 July ko Doob kar foat ho gya. Aap se mera yeh question ke kia wo shaheed hai? Bohot hi achcha aur naik insan tha. Har koi aaj bhi uski tareef karta hai. Aap ke jawab ka muntazir.
Q: Mera sawaal yeh hai ke yeh jo rajab ka mahina chal raha hai is mahina mai suna hai ki jo apna marhoom ka Liya tabarakallazi pad ker apna marhoom ko sawab bheja to unhe bahut sawab pahuchta hai. Mai apna maa ka liya padna chahte hun, per mujhe yeh nahi pta ki tabarakallazi ko padne ka kya tareeka hai matlab kaise pade or is mahina mai kab padi jaye or kis tareeka se tabarakallazi pad ker bakshe. Please mujhe ho sake to ek hi din mai reply ker dijiya kyunki ziyada din nahi reh gaye ha na or chand ki 25 tareek ko mare maa ki saal ki niyaz bhi hai plzz unka liya dua e magfirat kijiyaga or tabarakallazi ka saath alef lam Meem ki surat bhi padni hogi kya or kis tareeka sa pade plzz hume jaldi reply ker dijiyaga or kya tabarakallazi sirf rajab ka mahina mai hi pad ker Baksh sakte hai ya daily bhi pad ker sawab pahuchta sakte hai or kitni baar yeh pad sakte hai aisa to zaruri nahi hai na ki 41 baar hi pada jaye agr ek ya do baar pad ker Baksh de to koi baat to Nahi hogi na plzz detail mai explain kijiyaga.
Q: Maira swal he h mairay dost ka walid foat ho gay hain. Mairay dost ke mother bhi foat ho gaye hain. Un ke walid ne 2nd marriage ke h jis say shadi ke h us ke pehly khawand say aik beati he. Main ye pouchna chata hn k kia ab mairay dost ke walid ke wafat ke baad un ke wife ka ghar main rehna apni beati ke sath sharae he ya nahe. Que ke jin ke sath rishta tha wo foat ho gy hain to mairay khayal say wo orat aur us ke beati baki ghar walo k leye giar-mehram hain. Beati ke age 20 saal he.
Q: Kya kisi mard ka ihraam kisi aurat ka kafan bana sakte hai jaise mere mamu jaan bhai ka ihraam meri ammi ka kafan bana sakte hai kya?