Esaal-e-sawaab
Q: Main apne waaldain ko ghar se fatiha padhta hu aur aakhir main yeh kehta hu Ya Allah paak jo kuch maine padha hai usay qubool farmaa lijiye aur iska Sawaab meri ammi Aur abbu ki rooh ko baksh dijiye. Kya yeh tareeqa sahi hai?
Q: Main apne waaldain ko ghar se fatiha padhta hu aur aakhir main yeh kehta hu Ya Allah paak jo kuch maine padha hai usay qubool farmaa lijiye aur iska Sawaab meri ammi Aur abbu ki rooh ko baksh dijiye. Kya yeh tareeqa sahi hai?
Q: Kya farmaate he muftiyane kiram is masale me mayyit ke ghar se le jane ke bad ya mayyat ghar mei, aurte ghar me jamaa hoti he aur idher udher ki bato me mashgul hoti he to kya us waqt aurto me se hi koi aurat ijtimai duaa-e-magfirat karaye to kya iski shariat me ijazat he? Koi kehta he ke ye bidat he. Baraye karam rehnumai farma kar mamnun farmaye.
Q: Waalidain ko ghar se padh ke bakshne ke liye bawazu hona chahiye ya paak hona chahiye. Quran ko bawazu chu sakte hai?
Q: Mujhe pata karna hai ki marhoom ko kaise sawab bakhashe jate hain aur iske adaab kya hain?
Q: I have a question to ask. My father was called back to Allah two years ago this same day (Gregorian calendar). I have been praying extra two rakaat nafil for my father in every prayer I pray (I am still struggling to make myself a 5 times namaazi). I have been questioning myself what deed is better in Allah's view:
1. Fasting (once or twice a month considering my hectic work schedule)
2. Sadqa to my local Madrasa (my present financial situation is not very healthy but Insha Allah it will get better) and requesting them to recite a Quran on my father's name or
3. Myself finish reciting one Qur'an spanning a few months and Isaale-sawaab the same to my father. Requesting for your guidance.
Q: Ayk larki ki lash paani say milti hay. Kesy pata chaly ga woh muslim or non muslim hay?
Q: Mufti sahab aap agar please koi hadees bata de ke Quran mayyat ko bakash sakte hai.
Q: Kya murday ki mayat par zor zor sy ronay sy murday ko gunah hota hai?
Q: Namaz e Janaza beghair wozu parha ja skta hai?
Q: Kya mayyit ku Qur'an par kar bakash sakte hai? Qur'an ya Hadith ke hawala (dalil) se bataiye.