Ramadhaan me wafaat paana
Q: Mera sawal yai hai ki ramzan kai akhri arshai mai wafat pane ki kya fazilat hai? Sartan ki bimary mai wafat pane ki kya fazilat hai?
Q: Mera sawal yai hai ki ramzan kai akhri arshai mai wafat pane ki kya fazilat hai? Sartan ki bimary mai wafat pane ki kya fazilat hai?
Q: Ramadhaan mai akhri hisse mai wafat kar jaye ya sartan ki bimary mai to Allaha talaha kai pass kya fazilat hai?
Q: Kya Namaze janaazah kee liye Wuzu zaruri hai? Agar namaze janaazah start hogaye aur kese ko wudhu nahi, wahan kya hukum hai?
Q: Agar kya musalmaan agar pressure uske halaton ke wajah se sucide karlene se qabar may uska azaab kya hay? Kya woh jahannamee hay kya?
Q: Muje kuch aisay kaam bata dein jo mein karun to muje kafi period tak ya meray marnay ke baad bhe ajar milta rahe jin ka I will be very thankful to You.
Q: Mere chote bahi ke intiqaal huw chaar mahine pehele. Hum log ko patha nahi hai ki kya horaha he uske saath qabar mein aur wo 20 saal ka tha aur sharaab piye wa tha us waqt. Mera ye poochna hai ki mere bhai sahi salaamat rehene ke liye hum kya karna chahiye bathiye? Hum us cheez ko amal karenge Insha Allah.
Q: Main ye jan na chahta hu k dunia me sabse pahle janaze ki namaz kisne padhai or kiski padhai gayi?
Q: Mera sawal ye hai ke main apni ammi jinki wafaat ho chuki ke liye namaz-e-maghfirat parh sakti hoon? Agar haan to main namaz parhne ka kya tareeqa hai?
Q: Agar aik admi lahore foat ho jata hai or us kay dost wahan janaza parha kar Mayyet rawalpindi bhejwa detay hen to kia yahan ghar walay us mayyet ki dobara janaza parhwa saktay hen?
Q: Main ne apni ammi ki namazon ka pooch tha unka inteqaal ho gaya hai aap ne kaha tha ke main apni qaza namazain poori karon aur ammi ke liye aap ne yeh bataya tha ke "Agar aap chahe tho apne ma ki taraf se har qaza namaaz ke badle sadaqatul fitr ke barabar kisi faqir ko paise de." Aap bata saktay hain ke main kiss tarah say sadqa doon kyon ke mujhay nahi maloom ke kitni namzain hain.