Tijaarat aur us ke mutalliq masaail

Eik shareek tanha shirkat ke hisse me kami ziyaadati karna

Q: Pahla partner ek jagah ka malik hai, usne apnay paise se ek doosrey partner jo kisi kaam ka maharat rakhta tha kaam ko set karaya aur kaam set hone ke baad us kaam ke karobar mein ab dono nein barabar ka paisa yani aadha aadha laga kar aur aapas me share ko nafey wala hissedari is tarah se kiya, pahle wale ka his ka jagah hai 60% aur doosray ka jisne kaam set kiya 40 % aur karobaar chal nikla, kuch dino ke baad in dono ne ek teesray nae partner ko shamil kiya apne karobaar mein bina uske kuch paise ke lagat ke 20% ka share diya, is tarah se ab un logon ne apna share aise tabdeel kiya, pahle ka 50% Jo jagah ka malik hai, doosray ka 30% jisne kaam ko set kiya tha, aur ab yeah nae teesrey partner ka 20%, aur is tarah karobaar chal para, kuch dino baad doosra partner kaam per kam aaney laga, kyonki kaam set ho gya tha aur teesra usko sambhal raha tha, isi beech ek baik pahla partner jo jagah ka malik hai usne doosray partner jisne kaam ko set kiya tha usko kaha tum kaam per kam aatey ho isliye ab tumhara share 30% se ghata ker sirf 10% hoga, is per doosray partner ne kaam per aana band kar diya, phir pahle partner jiska jagah tha apna share 70% kar diya aur teesray partner ka 30 % ker liya.

Kya teesra partner 10% zayad lene ka haqdar hai ?

Aur ab jo doosra partner kaam par aana band kar diya, uska hisab kaise ho, aur kaam chal raha hai?

Bank se madad lena muhtaaji ki haalat me

Q: Meri bhabhi bewa hu gayi unki 2 betian na unka koi baap hai na bhai na beta, unki maa bhi bewa gain unke pas wo rehna chahti gain air hum se pehle wo hisse ki demand jar rhi tho lekin jab fatwa mil gaya ke wo apne susar se zabardasti unki jaidad se hissa nhi le sakti, ab unke shuhar ki aik car jiski malia 5 lac hai hamare ghar ka zevar ju much bech chuki hai ab 1 lac wo air much saman 50 hazar tak baqi paise 3.5 ya 4 dal ke wo kehte hain bank mei fix karwa de bachion ka, take bachian muhtaj na hu, ab jiske sar pe koi sarparast nhi kya bank mei paise dena jaiz hai?

Dain ko waapis karke 15 saal ke ba'd qarzdaar mutaalabah kare to kiya kare?

س: میرا بہت ضروری مسلہ میں نے تقربیا 15 سال پہلے اپنے ایک رشتہ دار سے 50000 قرضہ لیا تھا جس پر سود بھی دینا تہہ پایا تھا ۔ جو میری زندگی کی بہت بڑی غلطی تھی میرے رشتہ دار نے مجھ سے یہ کہا تھا کہ یہ پیسے میں کسی اور سے تمہیں قرض لیکر دے رہا ہو ں جس پر تمہں سود دینا ہوگا ۔ تقریبا تین ماہ میں قرض واپس نہ کر سکا تو اُس پر 25000 تقریبا سود بنا دیا گیا ۔ میں بہت پریشان تھا مجھ پر کل 75000 قرض بنا دیا گیا تھا ۔ میں نے کوشش کر کے پیسوں کو ارینج کیا اور اُن کے گھر جاکر پیسے دے آیا ۔ میں نے جب پیسے اِن کے گھر دیئئے تھے اُس وقت صرف ایک فرد گھر میں تھا جو میری بیوی کی خالہ ہے ۔ اُس نے ہی قرض لیکر دیا تھا اور اُسی کو قرض واپس کیا ۔ میری ساس کو بھی یہ پتہ تھا کے میں پیسے دے آیا ہوں ۔

آج پندرہ سال گزرنے کے بعد وہ میری بیوی کی خالہ کہہ رہی ہے کے تم نے مجھے پیسے نہیں دیئے تھے ۔ وہ پیسے میں اپنے کنگن گروی رکھوا کر دئے تھے جو اُس نے ضبط کر لئے تھے اُن پیسوں کے بدلے ۔ تم مجھے وہ پیسے نہیں دو گے تو میں حشر والے دن تمہارا گریبان پکڑوں گی ۔ تم قسم کھائو کے تم نے مجھے پیسے دیئے تھے ۔ وہ قسم بھی کھانے کو تیار ہے ۔ میں نے کبھی لین دین میں ایسے نہیں کیا اور میرا دل نہیں کر رہا کے میں قسم کھائوں اور نہ میں نے کبھی پیلے قسم کھائی ہےایسے۔

میں پریشان ہوں 15 سال گزرنے کے بعد یہ مطالبا کیوں ۔ اور اِس دورانیے میں ہم کئی دفعہ ملیں ہے مگر مطالبا نہیں کیا گیا تھا۔ اب مجھے بتایں میں کیا کروں ۔