TV dekhne se wudhu tootjata he?
Q: Kya TV dekhne se wazu tut jata hai?
Q: Kya TV dekhne se wazu tut jata hai?
Q: Koi gaari mein bethe bethe so gaya to kia us ka wuzu toot jae ga? Aur kis tarah sonay se wuzu nai tootta?
Q: Meri aankh se dekhna kamzor hai - 5 power hai mai chashma lagati thi 15 saal se lekin ab chashma lagatar lagaye rehne se aankh me thakaan lagta tha to hum lense laga rahe ab subah lense lagate hai to raat me utarte hai to lense aankh me laga rahne par wazu ho jayega ya nahi?
Q: Wudu aur namaz ke baad bohat saray zikar bayan kiye jate hain aur un ki bohat fazilat batai jati hay alag alag kitaabo me, kia humein wo zikar karne chahiye? Aur agar wo zikar sahih hadith mein na ho to kia wo bidat hounge, aur bidat ki sahih tareef bhe bata dein?
Q: Kia wudhu mein ankh ko andar se dhona zururi hota hay ya nahi?
Q: Kabi kabi jab koi insan hansta hay to ankh se jo pani aa jata hay kia us se wuzu toot jata hay?
Q: Kiya wudu se pehle istinja zururi karna hota hay?
Q: Kya aurat ka wuzu beghair dopatay ke ho jata hai jaisa ke aurten dopta sar se utaar ke wuzu krti hn? Or doosra sawaal ye he ke kya ghair mahram ko daikhnay se wudhu toot jayega chahe ghalti se ya jan boojh ke dekha jaye?
Q: Kia contact lenses laga kar wudhu ho jata he? Ya wudhu se pehlay lense utaarna zaroori he?
Q: Wudu ke ikhtitam me wudu tooth jaye to kia shuro se dobara karna pare ga ya sirf faraiz dhowna parega?