Baitulkhala ke paani ke cheente
Q: Agr taharat karte waqt baitulkhala me paani daaltey waqt pani ke cheente kapro par lagjaaye to kya kaprey napaak he?
Q: Agr taharat karte waqt baitulkhala me paani daaltey waqt pani ke cheente kapro par lagjaaye to kya kaprey napaak he?
Q: Kya billi ko haath lagane se hath paleed ho jata he jeyse kutte ko lagaane se hota he?
Q: Kya mani khud paak he yaani agar hamari mani kahi kapron waghaira par lagi he or ghusal karne ke phir kapron par mani jo lagi thi wahi phir se hamare kapron par lag jaye to kya hukm kya phir se ghusal wajib hoga ya nahi kehne ka matlab ye ke kya sirf shahwat se nikalne se hi ghusal farz hota he ya kahi se lagne se bhi?
Q: Mera sawaal ye he ke agar najasat bistar par gir jaati hai aur kabhi bhurhe logon ka bhi anjaane me peshaab bhaari matress par ziyaada gir jata he usko kaise saaf kare? Kapre se dabaa karke usko sukhaane se kya wo sone ke laaiq hoga kya woh paak he? Kya uspar chaadar daalkar hum zikr karsakte he aur sosakte he ya phir aur kaise saaf karsakte he?
Q: Kisi kapre par ayk do qatre napaaki lagi ho to us kapre ko chaar bartano me pare paani se nikaal le to paak ho aye ga? Lowg samajhte he ke teen dafa paani se nikaalne se paak ho jata he.
Q: Me jab bhi Hindustaani baitul khala istimaal karta ho to istinjaa karte waqt baitul khala me girne wale paani ke chand qatray ur kar maqad ke dono taraf par jate he. Kya ye paani ke qatre najaasat-e-ghaleeza he ya najasat-e-khafeefa aur en ko dhona zarori he ya ne dhoye to shariat me maaf he. Har baar Istinja karte waqt mujhe baar baar baitul khala se paani ke qatre ur kar parne ka shak parta he. Jis ke wajah se aadha aadha ghanta istinja kartay huwe lag jata he. Baar baar en qatron ko dhota hoon phir paaki ka yaqeen nahi hota.
Q: Kya sirf geelepan se naapaki pheelti he. Agar me naapaak hoo aur bistar per so gaya to kya bistar bhi napaak ho jaayega?
Q: Kya naapak jism par paak kapra bhi naapak ho jayega.
Q: Jab hum tanki ke neeche najis kapre dhote huwe us pe haath lagate he to kya wo napaak ho jaati he aur uspar paani dalte he wo paani neeche behta paani bhi aakar girta rehta he or hum us tanki ke upar bhi paani dalte rehte to paani tapkna band ho intizaar karna zaroori he kyunk tanki basin ki nahi he aam he jo tori kehte he gharo me hoti he.
Q: Agar eenth napaak ho jaye to kya sookh jaane ke baad paak ho jayegi ya usko paak karna zuroori he aur keyse uska tareeka?