Haidh ki haalat me ghalati se Qur'an par haat lagaana

Q: Mara sawal ha ka mein haiz (menses) ki halut mein thi apni bati ki islamiyat ki book dekh rahi thi os mein Qurani suratain bhi hein mein dekh rahi thi ka Qurani suratain kahan sa shurouh ho rahi kanhi pehlay to mera hath nahi lug gaya paje olltanay per mera hathe qurani sourut ko lug gaya jis ki waja sa mein tention mein houn ka es sa mujay gunah to nahi ho ga owr es ka asser mery iman owr nikha per to nahi ho ga mein na souna ha ager haiz ki halut mein wuran ko choun (touch) lain to iman odr nikha fased ho jata ha kia ya bat such ha 

A: Jab ghalati se huwi, to gunaah nahi hoga.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)