Published 6 years ago
Last updated 5 years ago
Q: Sunnat-e-muakkadah yani zuhr ki chaar sunnat me do rakaat ke baad jab qadah karte he to sirf attahiyyaat parhte he! Lekin mere kuch saathi kehte he sunnat-e-ghair muakkadah yani esha ya asr ki chaar sunnat me do rakaat ke darmiyaan me attahiyyaat ke saath durood shareef bhi parhenge kya? Is ki wazaahat karde.
A: Sunnat ghair muaakadah me durood ka parna bhi jaaiz he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: