"Hum sab hindu hain asal mein" kehne se kiya kaafir huwa?
Q: Agar koyi batun mein bole hum sab hindu hain asal mein. Phir meine unko bola kya matlab aapne kyun aisi baat kahi yeh kufr hai. Mein yeh historical context mein bolraha hun. Ki kashmir mein hum sab hindu the pehle baad mein musalman bangaye. Toh kya yeh bolne se insaan kaafir hojayega.