premarital relationship

Premarital relationship

Q: Mai ek ladke se bohot mohabbat krti hu. Hmlog relationship mai bhi the fir mujhe usne chor diya.... months baad khud call or messege n call kiya kuch din baat hui fir wapis baad bandh hogyi har jagah block kr diya mujhe....mai bhot dua krti hu wo badal jae mujhse sacchi mohabbat krne lge...mera maqsad jaiz hai nikkah krna chahti hu....plz mujhe koi wazifa batae jisse wo badal jae...wo hamesha ke liye mera ho jae.

Premarital relationship

Q: Muje istakara karna hy me ek larki ko bohot pasnd karta ho march 2016 sy ab me us k 7 November sy relation me b ho, kuch month sy relation hy bs thora bth dor dor hn humlog students hn, mujha us k 7 nikkah karna hy mena bth sy wazifa b keya hy but abhi tk no result becoz me haram rishta nh rakna chata pyar karta ho nikkah karna hy mujha bs

Premarital relationship

Q: Meri aap se question ye hi ke jab zindagi bahuth tang Nazar aye tho mauth Ke liye kis tariqe se Dua kare. Bhai me bahuth pareshan hu patani kyu mere saath aisa ho raha hi. my pahle Deen daar nahi bahuth padhi likhi hu dunya ka lekin Allah mujhe taufeeq Diya 5 vakhth ki namazi banaya deendaar banaya aur mere Dil me Allah aisi mohabbath daala Ke mujhe naukri ki kwahish chali gayi my bas parde Ke saath deendaar ban kar Zindagi guzaarna chahti hu lekin mere ghar ka maahol kuch alag hi, phir bhi my Allah par yaqin rakhkar Zindagi guzaarthi rahi aur Dua karti rahi Ke mujhe shohar Jo mile vo deendaar mile hame parde Ke saath rakh kar pyaar mohabbath Ke saath dekhle lekin ab Meri mangni aise ladke se hogayi Ke Jo deendaar nahi aur Meri nakri ki kwahish rakhta hi mujhe Allah se bahuth mohabbath hi lekin Kya Allah mujhse razi nahi mujhe bahuth takleef mehsoos hothi hi lekin my mere Allah Ke Siva kisise kuch keh nahi sakti aur hame samajhne vaala hi nahi ab hamare Dil me khayal aatha hi Ke shayad mauth tho aagayi tho mujhe Allah Ke raasthe me hamesha rahsakungi gaflathagi me phasne ki moka naa rahegi lekin suicide jaayaz nahi ye nahi karna chahti. aise me Kya karu mere liye qaas tor se Dua kiziyega plz Meri shaadi 1 month me hi hai. my bahuth dukhi aur pareshan hu. ammi Abba bhi mere baath nahi samajh rahe koi bhi aisa relative nahi jis se me Meri baath share kar saku. bas Allah hi Mera ummeed hi aap koi suggestion ya phir kuch khaas Dua jis se Meri pareshaniya door hojaye bathayiye. nahi hai Meri problem ki solution aap Ke paas tho plz Allah se Meri darkhwasth tho kijiye. shayad aapki Dua Ke zariye hi Mere liye ek raastha khule.plz

Getting over a haraam relationship

Q: I started my connection with Allah from 2015 but sometimes I feel very empty like such kind of things come in my mind that I cannot tell... May Allah forbid... Sometimes I feel like I am on the edge of leading to kufr and than I say Astaghfirullah my life is very messed up. I love a guy but I left him without saying a word to him because I knew that its haram so I left.. but now all the memories come to my mind and I cry for hours and hours.. I want to talk to him but I cant because its haram... What should I do? I have no friend that I can share my feelings with her. I do tell all my worries to Allah but as I am a human, sometimes I need someone to talk to me too. I miss him so much. What should I do?

Feelings from Shaitaan

Q: This may seem like a silly question, but this has seriously been bothering me for a very long time. A few years ago I fell in love with a girl, and then ended up finding out she lives very far away and my chances of marrying her are very slim. But every time I'm finally able to let go of most of my feelings for her, something happens that pulls her back into my heart. I've suffered alot of painful heartbreak in matters regarding her, but sometimes I feel like Allah(Subhanahu Wa Ta'ala) is keeping her in my heart because she is meant for me. I've even had alot of dreams about me and her being happy with each other, laughing, and having a good time with our families around us. This makes me think those dreams are glad tidings from Allah(Subhanahu Wa Ta'ala) that she is meant for me. Even my friend told me once that he had a dream where he saw me and her together. Can you please tell me what I should do to heal myself from all this, so I can finally be at peace? I find it very hard to forget her unless I'm absolutely sure she's not meant to be mine.

Nikaah se pehle najaaiz ta'alluq rakhna

Q: My question is, kya muhabbat karna gunna hai? Kya musalman se muhabbat karna gunnah h? Jis insan se main muhabbat karte hu woh musalman h in fact hanafi h kiya yeh kafi nhn h? Kya kuwari baligh bache apni marzi se nikah nhn karsakte? Main alima banne wali hu bs 2 ya 3 saal reh gaye h muje recently realize hua k pehle Allah hai phir duniya. Jab maine realize kiya k pehle Allah phir duniya h toh jis bande se main muhabbat karte hu woh baligh musalman woh bhi hanafi h kiya yeah kafi nhn h? Hamare ustado ne yeh sikhaya k jab kisi kuwari aur baligh ka nikah ka time ata h toh woh khudi decide kar sakte h. Mere ma baap specially ma chati h k main mufti se nikah karu. Kaise trust karu jab aj kal k zamane main trust karna he mushkil h jaise hufaz smoke aur drink karte h, jab k Muhammad (sallallahu alaihi wasallam) k zamane main huffaz Quran ko protect aur yaad karte thai aur jab written nhn hoti thi toh foran yaad karte thai. Same goes with mufti aj kal k zamane main mufti ab marte galiyan bagte paise k peeche jate jab k Muhammad (sallallahu alaihi wasallam) k zamane main bilkul he nhn tha. That's something different but jab hazarat Ali, Muhammad (sallallahu alaihi wasallam) k ghar main dakhil hue thai aur hazrat Fatima k liye rishta mange thai toh ap ne farmaya insha Allah aur foran apne baite hazrat Fatima k paas chale aye aur faramaye baite Fatima hazrat Ali ne apke liye rishta mangne aye haan kehdu? Toh hazrat Fatima ne farmaya ji phir apne rishte ko accept kiya. Muhammad (sallallahu alaihi wasallam) ne toh gali nhn de nor beti k saath batameez ki nor force kiya k tum mufti se nikah karna lazmi h. Yeh toh nhn kaha right??.. Jab hum Islam ko sikh rahe hain toh amal bhi karna chaye. Beshaq Islam main 4 cheezain dekhna chaye nikah k liye. Par jis bande se main muhabbat karte hu woh musalman h kafir nhn yahan tak k woh shia nhn h bs hanafi h aur musalman bhi kiya kafi nhn h? Main alima ban rahe hu aur mushkil se deen ko accept kiya jab k main duniya k studies k peeche bhag rahe the aur jab k maine muhabbat ki toh deen pata nhn kahan se kahan take phoch gaye jab k na islam main aur na deen main force h. Main kiya karu? Main unhe se nikah karna chati jisse main behad muhabbat karte. Muje pata h deen muhabbat se chalta h na k zabardasti se. Main zabardasti ki wajah se ghalat raaste main nhn jaana chati hu par lag raha zabardasti ki wajah se arahe hu. Muje pata nhn main kiya karu? Kahan jao? Kisse bolu? Yahan tak k meri ma khud alima ban rahe h shes deenv and duniyav educated but still she's acting like she doesnt know anything? Dusra sawal kiya kisi momin k feeling k saath kehlna islam main jaiz h?? Kisi momin k feelings ko hurt karna islam main jaiz h? Kiya yeh islam h? Jab ek couple ek dusre ko muhabbat karte unke feelings k saath kehlna jaiz h?? Jab ma baap baat nhn sunte bacho ki toh khudkushi karwana inhn m main jaiz h? Jab couple main se ek banda cough syrup piye jab woh larki se behad muhabbat karta h larki k ma baap ki wajah se kiya yeh islam main jaiz h? Dusro ko hurt karna aur apne manmane karna kya yeh islam main jaiz h? Kya yeh sab islam main jaiz h?

Shaadi se pehle haraam ta'alluq

Q: Men kuch sawal puchna chahte hn per muje nae maloom kahan jaon, kis se puchun. Ya kya karun. Ajeeb muskil men hn, kuch samajh nae aata. Jab men bohat choti the to mere cousin ne khelne ke bahane muje room men band kar lia tha aur touch krne ke koshish k.. Balke honton ko kia..men bohat ro rahe the, WO muje jane nae de raha tha. Phr mama aa geye darwaze per aur usku door open Karna perha, mama ne muje dekhte he marna start kar dia aur kaha ke kya kar rahe the etc.but mene to bohat koshish k the us se baghne k per WO mujse kafi bara tha... Ab men 26 saal k hn. Magar aj b takleef hoti ha ke kisi ne mera sath nae dia.muje nae pata us cousin ne mere sath rape kia ya nae magar dar lagta ha ke kehe Allah muje saza na den. Men mama se hamesha darte rahe..ek boy se pyar kar beathe, sucha shadi karen g.mama ko pata chal gea, WO samjhi men gandi hn, WO rone lage.mene unku chup karwane k koshish k per kahne lage acha hota tm mar jate..men bohat dukhi ho geye. Mene mama ka dil rakhne ko Quran pak pe kasam khai ke men ayenda aesa nae karun g..mama ne kaha ke Facebook p account nae banao g.ab muje ek account k zarurat ha.men kya karun?mere madad Karen.mera koe nae siwaye Allah k. Baki mujse nafrat krte hen. Men Allah ko naraz nae kar sakte. Mama ne bohat ajeeb kasam uthwai..kafi batun ka kaha ke nae karo g.muje to yad b nae.Bohat preshan hn. Har wakat suicide ka suchte hn.

Premarital relationship

Q: I want to ask you ki Islamic sariyat ke mutabik kya ek larke ko kisi ldki ke sath ishq krni chahiye or kya nikah ke bina ek sure ko relationship me nhi rahna chahiye or aise galti ho jaye to phir kya krni chahiye or kya Allah use maaf nhi karega plz bataye apke jawab ka intazar rahega.