Mutafarriqaat

Maalik ki laparwahi se billa mar jana

Q: Men ne ek billa pala hoa tha jo kal mar gya. billa ki death mri waja se hoi ha men ne uske balun men ek oil lagaya tha us ke baal ko shiny krny k liye. men ne suna tha k essential oil biliyun k liye poison hoty hain lykin mujh ye nai pata tha k jo oil men laga rai hun usko wo bi poison ha. men ne usy raat men oil lagaya tha or wo subah mery uthny se pehly mar gya tha. in short meri laparwahi ki waja se wo mar gya. men ne usy wo oil lagany se pehly us oil k bary men search nai kia tha. kia Allah mujh maaf kr dy ga? Islam me iska kia concept ha?

Degree milne ke liye jhoot bowlna

Q: Mera sawal ya ha k mn Ph.d ki student hn...mn ny apny thesis mn kuch asy tests bhi shamil kiy hn jo mn ny perform ni kiy...un ki readings internet sy ly k copy paste kr li hn...but thesis mn yhi likha ha k mn ny test khud perform kiy hn...mn ap sy ya pochna chahti hn k thesis likhny k bd jo asi degree mily g wo halal ho g r us bd jo job k natejy mn jo pesy milan gy wo halal hn gy?

"Donate blood and give life" kehna

Q: Ma aik foundation ma job karta ho jo children ka ilaj karti ha aur ya foundation zakat (sadqa) waghera par chalti ha ma school sa ja kar fund ka leya campain ke date la kar ata ho aur hamare female staff ja k lecture dete ha aur fund akhta karte ha mufti sahab ma ya pochna chahta ho k agar koi campain kar raha ho aur koi aisa ka da k blood donate karae aur zindagi da (donate blood and give life) ya kehna kya durust ha ya ya (donate blood and save life)?