Mutafarriqaat

Drama writing

Q: Kia Islam drama writing ki ijazat deta? Aese dramy jin m behai k bajae acha lesson hon Deen dunia dono k lea? Writing kesa profession h? Kia isy imhiyaar krna jaiz hoga?

Rishte daaro se qate ta'alluq karna

Q: Mjhy ik masla malom krna h Meri can h ek us ny mjh par bht sy ilzaam lgae Hain Jin ki waja sy kafi behs hoi Khala b uski bat ko Sach or Meri har bat ko jhott manti Hain. Mene sari bat clear krdi isk bawajod kisi ko aitbar nhi. M bht ghum m mubtala hon Allah ki raza k lea unko maf b kardia h magar ab m un logon sy milna nhi chahti. Kiunk unki kuch baton sy mjhy laga k wo log b milna nhi chahtyy. Jbhi itni bat barhai.kia aesi surat m kisi sy qata talluq kia ja sakta h??

Kisi par gunaah ka ilzaam lagana

س: میرا ایک درخواست ہے کہ تقریبا 5 سال پہلے ایک لڑکی غیرت کے نام پر قتل ہوی اور وہ بہی اپنے باپ نے قتل کی اب وہ ظالم میری بہن پر طہمت لگاتا ہے کہ تمہاری بہن نے میری بیٹی اس لڑکے کے ساتہ بہاگنے پر مجبور کیا تہا۔ اسلے معزز صاحبان مہربانی کریں اس بارے میں شرعیت کی روشنی میں ہمارا راہنمای کریں۔ شکریہ

Ghar ke kharcha ko poora karna

Q: Me har month apni slalry me se kuch hisa Allah ke waaste zarorat mand logo ko de deya krta hoon mgar next month mere father retire ho rahe hain or mere walid sahib ne mjh se ghar k kharacha me izafe ka kaha hai albata mere amdani me koi izafa nai hua hai to kia me wo jo raqam Allah ke waaste zarorat mnd logo ko deya krta tha us raqam ko ghr k kharach k izafe me use kar sakta hn kiu k mere ikhrajat is wqt mjhe izafe ki ijazat nai de rahe hain agr me Allah ke waaste to raqam deta tha agr use ghr k ikhrajat me use kroga to kia Allah naraz to nai hoga?