Zulfa rakhna
Q: Mere baal bare hai to log pagal samajh rahe hai halanke ye sunnat hai. Ab kya ki jaye? 1 baar sunenge 2 baar sunenge. Kya zulfe rakhsakte hai?
Q: Mere baal bare hai to log pagal samajh rahe hai halanke ye sunnat hai. Ab kya ki jaye? 1 baar sunenge 2 baar sunenge. Kya zulfe rakhsakte hai?
Q: Mere shohar apne behn bhai me sab se bare he. Maa baap ka inteqal ho chuka. Jab sab alag huwi to hamare hisse me chota bhai aya jo ke student tha. Jab tak wo student tha hum ne uski khurak har cheez ka khayal rakha. Ab masla ye he ke pichle 2 saal se uski perhai khatam he aur wo job kar raha he phir us ke bawujood wo apni khurak kapre dhona istri waghera pe koi kharcha nahi karta sab bhai bhabhi se karwata he aur uski koshish yahi he ke uski khurak ka sara kharch bhai hi kare.
Mujhe shari tor pe bataye ke ab uska bare bhai pe free me rehne khane ka haq he ya nahi jab ke wo pichle 2 saal se job kar raha he phir ghar me 1 rupay tak kharch nahi karta even apni khud ki khurak nashte waghera ke liye bhi nahi kharch kerta.
Q: Nikaah hua hai aur rukhsati na huwi ho to kiya larka aur larki ek saath pictures bana sakte hain?
Q: Mujh se pehli baar mushtzani ho gai hai to mein is ka kaffara kiya doon? Mere umer 16 saal hai. Mujh se bohat bara ghuna howa hai.
Q: Mere ek bachi hai do mah ki jo ke apni walida ka feed karte hai or mere misses phir se pregnant hain. 25 days to hamal girana jaiz hai? Unn ki sehat bhi theak nahi kamzor hain kafi baki ghar main deakh bhaal wala bhi koi nahi.
Q: Internet pe product ke liye video ad banana hai. Iss ka hukam mein jo cheezain daahkil hai wo bata day laazmi.
Q: Agar insaan tauba ki niyyat say gunah kare tu kiya ye durust hai? Yaani shariah hudood ka khyaal na rakhna? Yanni wo ye sochay kay Allah bohot Ghafoorur Rahim hai lihaza main jo marzi karun? Gunah tu maaf ho hi jaanay hain?
Gunah ki maafi kin bunyaad par mumkin hai?
Taqwa kaisay paida kiya jaaye?
Q: Mere pass 3 parrots the jo ke mai kisi wajah se gar mai nahi tha aur wo khana khatam hone ki waja se dead ho gaye. Mujhe ab kiya karna chahiye. Kuch kafara etc hai? Mera yeh amal bilkul niyatan nahi tha aur ab dil mai pachtawa or tention rehti hai.
Q: Mujhe meri ammi burkha pehnne se mana kar rahi hai. Kya mujhe unki baat sunna chahiye ya Islam ka tarika pe chalna chahiye?
Q: Aap ne kaha ke bina tasweer wale lecture se study karo. Aaj ke dour me online classes chal rahi he phir kiya wo class attend karna bhi haraam hai? Bina tasweer ke lecture nahi mil sakte us soorat me study ruk jayegi?