Kisee ke ihtiraam me khare ho kar milna
Q: Main ne kisi se suna hai k uth k milna ya kisi k liye khas kharay ho kar milnay pe mumaniat hai. Kharay hum sirf Allah k agay ho sakte hain. Kya is k baray me koi hadees mojood hai?
Q: Main ne kisi se suna hai k uth k milna ya kisi k liye khas kharay ho kar milnay pe mumaniat hai. Kharay hum sirf Allah k agay ho sakte hain. Kya is k baray me koi hadees mojood hai?
Q: Kyu ke Zil Hajj ka akhri 10 dino me bal or nakhun nahi kateye, agr kisi ko in last days me periods ajaye to wo safai krta, bal utar sakta gunnah to ni hu ga ya qurbani na qabool hu? Muje aj periods agye hain aaj Sunday ha or Tuesday ko 1st Zil Hajj ha muje Thursday to shower lena ha kya me apny cleaning kar sakti hu Zil Hajj ke dino me?
Q: Mera sawal ye hai ke kya mein apni sharmgah ke baal scissor (kaichi) se kaat saktu hu? Ya unko blade wali machine se kaatna chahiye? Kya sharmgah ke baal kaichi se kaat karke chote karskte hai?
Q: Mein dua mang mang kar, wazaif kar kar ke thak gai hoon, mujhey Allah ki taraf se koi ishara nahi milta. Mera har kaam hote hote ruk jata hai mein kisi ko apni baat samjha bhi nahi pati meri umar guzar rahi hai aur ab tak mera koi bhi kaam jaisa k career etc kuch nahi bana.
Q: Aik ghar me 3 afraad kamany waly hain jis me 1 bhai aur 2 behny hain. Bhai shadi shuda hai aur us k 2 bachy hain. To kia jo bill aaty hain (electricity + gas) wo teeno per taqseem hongy ya aik per, istamaal to teeno krty hain.
Q: Mujhe poochna hai ke Islam ke hisaab se kya khatna ki dawat jaiz hai? Khatna karane ke bad kya ham logon ko khane ki dawat kar sakte hain?
Q: Maine pyar ki marriage ki thi aur mera ak bachha bhi he. Mere achhi job hi aur mere bivi koi bhi baat ni maanti. Main khud kushi karna chhahtta hun us ke siwa mere liye koi chhara nahi. Tu Allah pak kisse maafi maango. Kia Allah pak mujhe maaf karega? Isse majboori me mujhe karna chahe. Main bohot upset hun. Mere zindagi bohot kharab hogayi hi. Mere rehnumayi kare.
Q: Raste (road) me chalte huwe mard ko koi aurat salaam kare to uska jawab dena kya waajib hai?
Q: Hamare wo pyare rishte jo is dunya se chalay gaya hain unki tasweer or video banana or usko social media par upload karna saheeh amal he ya galat
Q: Koi shakhs agar kisi ko zehni azziyaten takleefein dekar jaan se maardey to uske liye duniya aur aakhirat mein kiya saza hai?