Mutafarriqaat

Exams me naqal karna

Q: Hamara exam me practical paper hota ha jo 25 marks ka hota jesa teacher nakal likna deta ha main exam 75 ma nakal nahi hoti dono ka mark mila kar 85 marks aa gaya to lap top innam diya jata ha to kya wo innam lana jayz hoga jabki practical ma nakal ki ho

Fitnah ubhaarne waale se door rehna

Q: Aaj sy 20 saal pehly sy jub hum kafi chotay thy us waqt sy meray abba or taya aik he makan main rehty thy laikin us waqt sy he meri tai or taya g meri amma or abba ko ghar sy nikalny ka kehty (jabky ghar dono k naam per hai) or is baat per galam galoch krty jisko hmesha sy meray abba ammi bardasht krty aay.. meray taya faut huy 12 saal ho gy or unky baad tai ny yeh kaam jari rkha hua tha kuch arsa pehly mery samny meri tai amman ny mery abba or amman ko bht galam galoch ki main bht dare smjhata rha laikin wo baaz na aai or aakhir main mujhy apni parents ki izzat ki toheen ki waja sy gussa aya jiski waja sy mainy bhi unko galam galoch krdi, ab is soorat e haal main sub mujhy bura kehty hain jubky hum aik arsay sy bardasht krty aay hain or aakhri dafa bhi bht minnat smajat krny k bawajood sabar jawab dy gy to meray sy yeh amal sarzad hua.. is soorat main mery liy kya hukam hai?

Nabi (sallallahu alaihi wasallam's) first meeting with Jibreel (alaihis salaam)

Q: I have a strange question. When the first Quranic verse was revealed, why Nabi (sallallahu alaihi wasallam) did not recognize Jibreel (alaihis salaam) the angel but Khadija (radhiyallahu anha), the first wife of Nabi (sallallahu alaihi wasallam) recognized the angel and what made her open her hair, she had never met and seen the Angel Jibreel. Could you please clear this thing?